Agar Tu Hota Lyrics Meri raahon mein pade Tere pairon ke nishan Ne kahan.. ne kahan Teri saanson se judi Meri saanson ki wafa Ne kahan.. ne kahan Girte un ansuon mein Kuch toh tujhsa lagge hai In ashqon mein main na khota Agar tu hota toh na rote hum Agar tu hota toh na rote hum (x2) Paon ko thhe miley zameen ki tarah Ankhon mein kyu huwe nami ki tarah Dil ko tum kehte thhe khuda ka hai ghar Chod ke kyu gaye ajnabi ki tarah Girte un ansuon mein Kuch toh tujhsa lagge hai In ashqon mein main na khota Agar tu hota toh na rote hum Agar tu hota toh na rote hum (x2) Bin tere dekhun main Zara sa lagoon Gham se hi aaj kal Bhara sa lagoon Chod de saath na zindagi meri Soch ke baat yeh darra sa lagoon Girte un ansuon mein Kuch toh tujhsa lagge hai In ashqon mein main na khota
Agar tu hota toh na rote hum Agar tu hota toh na rote hum (x2)